Monday, September 6, 2021

 … lesson of the last compartment

Every month a boy’s parents took a trip with him to see his Grandma and came home on the same train the next day. One day the boy said to his parents: “I’m grown up. Can I go to Grandma’s alone?”
After a brief discussion, his parents accepted. They stood at the station waiting for the train to exit. They said goodbye to their son and gave him some advice through the window. The boy replied, “I know. I’ve been told this a thousand times.”
As the train was about to leave, his father murmured in his ear: “Son if you feel frightened or insecure, this is for you!” And he put something in the boy’s pocket. Sitting in the train, the boy was without his parents for the first time.
He was admiring the landscape out the window. When a gang of rowdies got onto the train. They made a lot of noise running up and down the compartment. They bullied and heckled the passengers. One of them eyed the boy evilly.
The boy started feeling cornered and alone. About to cry, he remembered that his father had put something in his pocket. Trembling, he searched for it. It was a sheet of paper on which his father had written: “Son, I’m in the last train compartment!”
That’s how life is. Parents let their kids go. But they always like to be in the last compartment, watching, in case their children find obstacles and don’t know what to do. Parents are not clinging. They just want to be there for their children.
Like
Comment

Tuesday, May 13, 2014

A TRIBUTE TO MY MOTHER ON MOTHERS DAY........

दुश्मन भी परेशान है मेरी "माँ" की दुआओं से, 
जब भी वार करते हैं "ख़ंजर" टूट जाता है .....

Thursday, December 27, 2012


एक पत्थर को तराशने से सुन्दर मूर्ति बन सकती है तो कर्मो के सहारे जिन्दगी को तराशने से बहुत सुन्दर स्वरुप बन सकता है। कर्म करने से पहले सोचें कि मेरे से कोई गलत कर्म न हो जाए। क्योंकि प्रकृति का नियम है कि कर्म-फल अवश्य भोगना पड़ता है और प्रकृति के नियम तुम बदल नहीं सकते । तुम्हारा गलत कर्म ही तुम्हारे लिए परेशानी पैदा करता है, इसलिए ऐसा कोई कर्म ना करो जो तुम्हें परेशानियों में डुबा दे और विपत्तियां तुम्हारे ऊपर मडराने लगें । ह्र्दय में परमात्मा का नाम लेते हुए कर्म करोगे तो गलत काम की सम्भावना नहीं रहेंगी ।

Saturday, May 12, 2012


Zindagi hamesha kuchh naya dikhayegi, Kabhi hasayengi to kabhi rulayegi. Is par bharosa mat karna, Ye zindagi hai ,na jane kis mod pe akela chhod jayegi.. Dard ka ehsas janna hai to pyar kar ke dekho, Apni aankhon main kisi ko utar kar dekho. Chot un ko lage gi aansoo tumhein aa jayein ge, Ye ehsas janna ho to dil haar kar dekho… Milta hai kyu ye dard bas hum hi ko, Kya samjenge woh in aankho ki nami ko, Lakho deewane ho jis chand ke, Woh kya mehsus karenge ek tare ki kami ko… Jo ansu ki tarah behta gaya wo raqt hu mai…. jise qadam qadam par ajmaya gya wo waqt hu mai….. shayad isi tarah hona likha meri taqdeer mai khuda ne …. jise chahne wala to mila par chaha na gya aise shaqs hu mai………

Zindagi Ek Chahat Ka Silsila Hai, Koi Kisi Se Mil Jaata Hai To Koi Kisi Se Bichad Jaata Hai. Jise Hum Maangte Hai Apni Dua Me, Wo Kisi Ko Bina Maange Mil Jaata Hai… Manzil duur aur safar bohot hai... Choti si zindagi ki fikar bohot hai... Maar daalti ye duniya kab ke hume lekin... Meri Maa ke Duaon main assar bohot hai.. Jo naapna chaho maa ki chahat ko to, samander k kinare ja k rait ko utha lo, jitni utha sako wo tmhari chahat hai, aur jo na utha sako wo tmhari maa ki chahat.... Tappti Dhuup Mai Ban K Saya, Har Dukh Se Mujhay Bachaya. Khud Ghamuun K Pahar Uthaiye, Sare Sukh Mujh Ko Pohanchaiye. Insaniyat Ki Pechaan Hai Woh, Koi Aur Nahi Sirf MAA Hai Woh. Achi Buri Har Baat Bataie, Haq Ki Sachi Raah Dikhaie. Kya Bhala Hai Aur Kya Bura, Uss Ne Humain Pechan Karaie. Har Mushkil Ki Dhallaan Hai Woh, Koi Aur Nahi Sirf MAA Hai Woh. Woh Jiss Ki Dua Har Dam Saath Rahay, Sham Dhalay Tak Jo Meri Rah Takay. Dil Mai Jo Hazar Armaan Sajati, Apni Olad Ki Khushiyan Hai Chati. SHANN Qudrat Ka Inaam Hai Woh, Koi Aur Nahi Sirf MAA Hai Woh..........

Friday, March 2, 2012

WAQT


Waqt badlta hai zindgi ke saath. Zindgi badlti hai waqt ke saath. Waqt nahi badlta apno ke saath bas apne badl jate hai waqt ke saath...

Ek din ek bacahey ne "MAA" k kandhey pey apna sar rakh kar phucha...."MAA" kab tak apnay kandhay pey sonay dogi..???
"MAA" ney hanstay hue kaha jab tak log mujhey kandhon pay na utha len...!!

LOVE U MAAAAAAAAAA...........

Friday, March 11, 2011

kaun deta hai umar bhar ka sahara is duniya mei.........

log to janaze mein bhi kandhe badalte rehte hain........

Monday, September 6, 2010

https://mail.google.com/mail/?ui=2&ik=5e9ebba332&view=att&th=12aea64624cb1967&attid=0.3&disp=emb&zw

Wednesday, July 14, 2010

"BE BLIND TO THE FAULT OF OTHERS,IT BRINGS PEACE IN YOUR LIFE.
BECAUSE PEOPLE WON"T CHANGE ,YOU GOT TO CHANGE YOUR WAY OF ACCEPTING THINGS...........

Sunday, March 21, 2010

A TRIBUTE TO MY MOTHER.....................................

Sakht raston me bhi
aasan safar lagta hai..

Ye mujhe meri MAA ki
duaon ka asar lagta hai..

Ek muddat se meri
MAA nhi soi Jab Maine
ik baar kaha tha
"MAA mujhe dar lagta hai."